Sunday, January 23, 2011

yaad bankar hamesha aap ke dil me aate rahege ,
yu hi waqt bewaqt tadpate rahege ,
dua karo ki umar choti ho hamari ,
wrna jindagi bhar aap ko satate rahege.
Ek Parinda Ka dard bhara fasana tha Tute hue the pankh fir bhi udkar jana thaTufan to jhel gaya par hua ek afsoswohi daal tuti huyi thi jis uska ashiyana tha
Rahne de Aasma zamin ki talash kar,Sab kuch yahi hai naa kahi aur talash kar,Har Aarzoo ho poori toh jeene ka kya mazaa,Jeene ke liye bas ek wajah talash kar,

Meri hatheli bhi tum apne pas rakh lo,Jab dua mango to isko bhi utha dena,Khusi mile to apne haath aage kar dena,Gam mile to meri hatheli me thama dena,
jindgi ki haqiqat sirf itni hoti hai,jub jagta hai insaan to kismat soti hai.............insaan jis par apna haq khud se zyada samajhta hai..............wo amanat aksar kisi aur ki hoti hai..................................

Friday, January 21, 2011

themes

ke tujh se juda hokar bhi,Jeene ki aadat si ho gayi.Tum laut ke aaoge humse milne,Roz dil ko behlane ki aadat si ho gayi.Tere waade pe kiya bharosa hamne,Shab bhar tera intezaar karne ki aadat si ho gayi.Khushi mein bhi hum kya muskarate ke,Teri judaai mein rone ki aadat si ho gayi.Kaafile nikal gaye hamein chhod ke,Ab to tanha safar ki aadat si ho gayi.Har mod par mili gham ki parchhaiyaan,Zindagi se samjhauta karne ki aadat si ho gayi